Thursday 27 November 2014

JADU KI PEHLI QISM 1

1)Jadu ki Pehli qism qism ka naam kuuldaai ya jadu babil:::ye jadu tamaam jaduo se mushkil he is ki haqiqat ye he k saare ajsaam ek qudrati rooh he chaand suraj taareor charo anaasir (paani hawaa aag or mitti)
Is jadu me tamaam rooho ko apne taabe karliya jaata he jin se ji chaahe kaam lete he.
Is jadu ka babil me bahut zor tha is ke saamne allah taala ne hazrat ibraheem alauhissalam ko bhejaa.
Is qism k jaadu me jadugar tamaam cheezi par hukumat karta he is liye allah taala ne hazrat ibraheem ki saare aalam ki cheeze dikhaai.
Taake  wo tamaam cheezo ko dekh kar maloom farmale k sab rab k hukm k taabe he .
Aap ne saari cheezo ki ser karke farmaya logo se a qom tum chand suraj ki taaseer maan bethe me us k bane waale allah ko maanta hu
Baabil me namrood k zamane me is qism k jaadu se bahut ajeeb cheeze banaai gai thi.
Namrood k zamane me chandi ki ek bust thi jab shahar me koi chor ya jasoos aata wo bust bajne lagti jis se wo pakraa jaata.
Ek naqqaara tha jab kisi ki koi cheez gum ho jaati to us me chob maraa jaata ti naqqara us cheez ka pataa deta tha 
Ek aainaa tha jab koi aadmi gaayab ho jaata to wo aaina us gaayab shakhs ka haal bataataa or us ka shahar ghar sab bataa diyaa kartaa tha
Namrood k darwaaze par ek darakht tha jis k saae me darbaari log bethte the ju ju log barhte jaate us ka saaya pheltaa jaataa Ek lakh aadmi tak saaya phelta jaata tha ek lakh se agar ek bhi zyada ho jaata to saare dhoop me  aajate.
Namrood k darbaar me ek dhoz tha jis se muqaddame ka faislaa hota tha daawa karne walaa or jis par muqaddama daae hota dono is hoz me jaate agar naaf k niche paani rehta wo sachcha hota.jo nutha hota to us me dubne lagtaa fir toba kar leta to bach jaata.
   Is qism k jaadu ki wajaah se namrood ne khudaai ka daawa kar diyaa thaa.
   Is qism ka jadu khaalis kufr or shirk he is me qurbani nazr wagaira ki jaati he.
Is ilm ke rad k liye allah ne haroot maroot ko bheja thaa. 
in ka puraa waqia hamare dusre blog me parhe.
Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

No comments:

Post a Comment